⚡ Live Convert ↔ Bidirectional ✅ Matra Fix 🔤 Reph Fix 🌐 Offline 📝 Open A4 Editor
🅤
Unicode / Mangal Font
यहाँ हिन्दी टाइप करें
0 अक्षर
तैयार — टाइप करना शुरू करें
LIVE
🖋
KrutiDev 010 Output
Output — Copy karein
0 chars
Convert ki hui text yahan dikhegi
⚠️ Conversion Warnings 0
✅ Koi warning nahi. Text type karein.
📚 Quick Reference — Click karke input mein insert karein
🅰️ हिंदी के स्वर (Vowels) और व्यंजन (Consonants) को Kruti Dev 010 में कैसे लिखें?
🅰️ स्वर (Vowels)
🔠 व्यंजन (Consonants)

Kruti Dev to Unicode Converter — Free Online Tool

Yeh tool aapko KrutiDev 010, 011, 016 fonts se Mangal Unicode mein convert karne ki sahulat deta hai — bilkul free aur bina kisi software install kiye. Sirf apna text paste karein aur ek click mein convert ho jayega.

KrutiDev se Unicode Conversion Kaise Karein?

  1. Upar diye gaye Input Box mein apna KrutiDev text paste karein.
  2. "Kruti Dev → Unicode" button dabayein.
  3. Output box mein sahi Unicode (Mangal/Nirmala) text aa jayega.
  4. "Copy" button se text copy karein ya seedha use karein.

Automatic Reph, Matra aur Halant Correction

KrutiDev font mein Reph (र्), Chandrabindu (ँ), aur Halant (्) ka encoding ulta hota hai jisse seedha copy-paste karne par text galat aa jata hai. Hamara converter ek smart correction algorithm use karta hai jo in sabhi errors ko automatically theek karta hai.

Unicode to Kruti Dev — Reverse Conversion

Aagar aapke paas Mangal ya kisi Unicode Hindi font ka text hai aur aapko use KrutiDev 010 mein convert karna hai — jaise purane government documents, DTP software, ya PageMaker ke liye — to "Unicode → Kruti Dev" option select karein.

Supported Fonts & Use Cases

Hindi Typing Tool — Isse Bhi Try Karein

Agar aap Hindi mein type karke A4 format mein document banana chahte hain, to hamara Online Hindi A4 Editor try karein. Isme aap KrutiDev ya Mangal font mein type karke seedha MS Word (.docx) mein download ya PDF print kar sakte hain.